Prastut Pustak me batchit sambandhit vakyo ko padhkar aap Marathi bhasha ka prayog Bazaar Bus Stand Office aadi jagho par asani se kar sakte hai Yeh pustak un logo ko dhyan me rakhakar likhi gai hai jo hindi se Marathi bhasha sikhne ke ichchhuk hai Marathi ke kai vidvano tatha manovaigyaniko se pramarsh ke pashchat is pustak ka sankalan kiya gya hai Pathako ki suvidha ke liye is pustak ko kul panch khando me bata gya hai Pustak ke saath Audio CD ...
Antes de iniciar la lectura de tu eBook o Audiolibro, lee la guía para descargarlo.